Tag: chand sifarish chords

  • Chand Sifarish Lyrics In Hinidi From Fanna

    Chand Sifarish Lyrics In Hinidi From Fanna

    Chand Sifarish Lyrics In Hindi 

    Chand Sifarish Lyrics In Hindi is a super hit song from the famous Indian movie Fanna. The song was written by Parsoon Joshi while Sung by Shaan. The music was given by Jatin Lalit while featuring Amir Khan and Kajol.  

     

    Song Credits

    Song Chand Sifarish
    Singer Shaan
    Lyricist Parsoon Joshi
    Movie Fanaa
    Cast Amir Khan, Kajol
    Music  Jatin Lalit
    Year 2006
    Label YRF 

     

    Chand Sifarish Lyrics

     

    Subhan allah, subhan allah

    Subhan allah, subhan allah

    Subhan allah, subhan allah

    Subhan allah, subhan allah

    Chand sifarish jo karta hamari

    Deta woh tumko bata

    Sharm-o-haya ke parde gira ke

    Karni hain humko khata

    Zid hain ab to hai khud ko mitana

    Hona hain tujhmein fanaa

    Chand sifarish jo karta hamari

    Deta woh tumko bata

    Sharm-o-haya ke parde gira ke

    Karni hain humko khata

    Teri adaa bhi hain jhonke wali

    Chhu ke ghuzar jaane de

    Teri lachak hai ke jaise daali

    Dil mein utar jaane de

    Aaja baahon mein karke bahana

    Hona hai tujhmein fanaa

    Chand sifarish jo karta hamari

    Deta woh tumko bata

    Sharm-o-haya ke parde gira ke

    Karni hain humko khata

    Subhan allah, subhan allah

    Subhan allah, subhan allah

    Subhan allah, subhan allah

    Subhan allah, subhan allah

    Hain jo iraade bata doon tumko

    Sharma hi jaaogi tum

    Dhadkanein jo suna doon tumko

    Ghabra hi jaaogi tum

    Humko aata nahi hai chhupana

    Hona hai tujhmein fanaa

    Chand sifarish jo karta hamari

    Deta woh tumko bata

    Sharm-o-haya ke parde gira ke

    Karni hain humko khata

    Zid hain ab to hai khud ko mitana

    Hona hain tujhmein fanaa

     

     

    Final Verdict

    The lyrics of chand sifarish are very beautiful which got millions of views, so I hope you would also like and share this beautiful song. You can follow this page for the upcoming song’s lyrics.